સોમવાર, 14 સપ્ટેમ્બર, 2009

topic1

1914 ko east india company ne apani army okamandal pe attack karane ke liye bheja aur mumbai se army ravana hue aur army ko rashta nahi mila to woh vapas mumbai chali gai. baroda ke maharaja ko pata chala to usane goro ko bola ke main apako rashta batata hu aap mere sath chalon
to woh logo lekarke amreli pahuchkar wahase november 1920 dwarka okhamandal ki aur chala aur dwarka per un logo ne attack kar diya 50,000 sainik leke aye to aur dwarka main sirf 3000 log hi the un logo ne jamke muqabla kiya wahake raja samiyabha manek ki umra 70 sal ke the aur usake char ladke the murubha manek, versibha manek, shadurbha manek aur sangabha manek ush ladai main unake do ladke shahid ho gaye the aur angrej ke officer williams hennry mariate 42 batalian (age 26 years) woh bhi ish ladai main shahid ho gaye the 26 november 1920 ke roj. aaj bhi dwarka main unaki kabar moujud hain dwarka ki haar hue thi aur ewarka pe unho ne ush waqt 1,10,000 rupio ka dand lagaya woh dwarka ke log nahi bhar paye to ush waqt gaikwad sarkar yaniki baroda ke maharaja ne bhar diya aur dwarka par kabja kar liya

1856 taq gaikwad sarkar ne julm kiya aur nana saheb ki mulaqat ke bad dwarka 1857 ki azadi ki paheli ladai main samel hua aur baki ka bad mai